Loading ...

PDF File Editing Kaise Kare Bilkul Free Me 2 Best Tools

pdf file edit kaise kare bilkul muft me, how to edit pdf file in hindi. pdf file kya hai aur isko editing kaise karte hai aajke is post me ham sikhenge.
Hello friends aajke is post ham baat karne wale hai pdf file edit kaise kare uske bareme. PDF File kaise banaya jata hai agar nahi pata to is post ko read karke jaan sakte ho. pdf kya hai aur isko kaise banaya jata hai iske upar main pahle hi do post kar chuka hu aap un post ko read kar sakte hai is blog par search karke.

Aabhi pdf file ko mobile par bhi asan tarike banaya jata hai aur open bhi kiya jata hai aur isi liye aabhi pdf file bahut jada use hota hai. agar aapke pass koi pdf file hai aur usme kuch galat hai aur aap chahate hai usko aap edit karke thik karoge to niche ki simple step ko follow karke aap wo kam kar skate ho.

Aajke is post me ham pdf file ko edit karne ke liye 2 method ka use karunga dono hi free hai, ek software hai aur ek online tools hai. to chaliye ek ek karke dono method ko dekh lete hai.

Read: Mobile se PDF File Kaise Banaye ?

pdf-file-edit-kaise-kare

Software Use Karke PDF File Edit Kaise Kare ?


Aaj ham pdf file ko edit karne ke liye jis software ki istemal karne wale hai uska naam hai "PDF-XChange Editor" isko aap free me use kar sakte ho aur edit bhi kar sakte ho. kaise use karna hai! niche ki step ko follow kare.

Step 1. Pahle aap upar se ye is link se PDF-XChange Editor software ko download kare uske bad pc par install kare, install karna asan hai normal software ki traha, install karne ke bad simple open kare.

Step 2. Open karne ke bad aap "File" par click kare uske bad "Browse" par click karke aapne computer se us pdf file ko select kare jisko aap edit karna chahate hai.

edit-pdf-files

Step 3. Aabhi is software ki under aapke pdf file open ho jayega aur aabhi aapne hisab se aapne pdf ko edit bhi kar sakoge. edit karne ke liye aap upar se "Edit" button par click kare. aur aagar pdf par photo, arrow, link etc add karna hai to wobhi aapko upar menu ke under mil jayega.

pdf-file-editing-kaise-kare

Step 4. PDF File ko edit karne ke bad agar aapko save karna hai to aap upar se "Print" icon par click kare, ya phir aap aapne keyboard se "CTRL+P" ko press kare to aapke samne save option a jayega aap aapne pc par asani se save kare.

Online Tools Use Karke PDF File Edit Kaise Kare ?


Aagar aapko software use nahi karna hai aapko online bina software se pdf ko edit karna hai to aap wo bhi kar sakte hai uske liye aapko ek online website par jana hai jo main niche step by step bataya hai.

Step 1. Pahle aap "sejda.com" par visit kare uske bad "Upload PDF File" button par click kare aur aap jis pdf file ko edit karna chahate hai usko pc se select kare.
pdf-files-ko-edit-kaise-kare

Step 2. Aabhi aapke samne edit option ayega aap jis text ko edit karna chahate hai usko aapne hisab se edit kare, aagar aapko text colour, text font style change karna hai to bhi aap kar skate ho, sab kuch karne ke bad "Apply Changes" par click kare, uske bad "Download" par click karke edit pdf file ko download kare.

free-pdf-editor

Yehi tha do best tools free me pdf file ko edit karne ke liye, main ummid karta hu aap is post ko follow karke pdf file ko free me edit kar liya hai. aagar aapko ye post accha laga hai to please post ko aapne dosto ke sath share kare, aagar koi sawal hai to niche comment karke puch sakte ho, aajke liye itna hi.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,46,Windows 10,35,Windows 11,1,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: PDF File Editing Kaise Kare Bilkul Free Me 2 Best Tools
PDF File Editing Kaise Kare Bilkul Free Me 2 Best Tools
pdf file edit kaise kare bilkul muft me, how to edit pdf file in hindi. pdf file kya hai aur isko editing kaise karte hai aajke is post me ham sikhenge.
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgymewgbzjROhqiPF9C3fO8P2gArE8uY1q7FZELx48ym26cV670zk6sO58TaQOLJGodygGV6wrDx0dWOO9Bz-izLOvS56VgJzsVDDbDHPtp5ZF85UfjgF0BjQri_IA-MF96gwTVn1lK_qQ/s1600/pdf-file-free-me-edit-kaise-kare.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgymewgbzjROhqiPF9C3fO8P2gArE8uY1q7FZELx48ym26cV670zk6sO58TaQOLJGodygGV6wrDx0dWOO9Bz-izLOvS56VgJzsVDDbDHPtp5ZF85UfjgF0BjQri_IA-MF96gwTVn1lK_qQ/s72-c/pdf-file-free-me-edit-kaise-kare.png
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2018/02/pdf-file-edit-kaise-kare.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2018/02/pdf-file-edit-kaise-kare.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content