Hack facebook account recover kaise kare? Facebook in dino kon nahi istemal karta sabhi log fb istemaal karte hai. Lekin har kisi ko nahi pata hai ki facebook account bhi hack hota hai aur ye bahut jada hota hai. Agar aapke fb par naya account hai to aapko sayed nahi patha ye hack kya hote hai. Dosto asal me hack ke matlab chori karna, sochiye aap kisi ke computer par ghuskar kuch churaya aur usko pata bhi nahi chala isko bolte hai hack.
Aisa bahut sare log hai jiska kam hi hai facebook account hack karna kyuki fb account hack karna bahut easy hai, Dosto facebook account hack hota hai aapke galti ke wajha se, agar aap thik tarike se aapne facebook Security add kare to aapka account kabhi bhi hack nahi hoga, jo ledki log hota hai jada se jada unhi ka account hack kiya jata hai, aisa nahi hai ki ladka logo ke id hack nahi hota but girls ka jada hota hai. Jobhi ho facebook Security ke bareme koi aur din share karunga aaj aap logo ke sath share karunga kaise hacked account ko recover kare.
FB account ko recover karne ke liye aapke pass kuch chiz hona jaruri hai jaise ki, jis email se aap account create kiya tha uska email and password, aur facebook par aapne jo phone number add kiya tha wo aapke pass hona jaruri hai agar aapke pass ye dono chiz hai to aap bahut asani se aapne hacked facebook account ko recover kar sakte ho aur phir use bhi kar sakte ho. to chaliye dekhte kaise karte hai.
Step 1. Pahle aap is link par visit kare - https://www.facebook.com/hacked
Step 2. Aab dekhiye ek facebook page khulega usme se aap "My Account Is Compromised" button par click kare, kuch niche ki traha.
Step 3. Upar button par click karne ke bad ek new page ayega usme aap jis email or phone number se aapne facebook account banaya tha wo email or phone number add karke uske bad Search button par click kare.
Step 4. Aabhi search karne ke bad ek page ayega jidar aapko aapne profile photo or name dikhega idar aap aapne account ke "enter any current or old password" add kare uske baad "Continue" button par click kare.
Step 5. Aab jo page khulega udhar se aap "Reset my password" button par click kare.
Step 6. Aur ek page khulega idhar aapko "No longer have access to these?" par click karna hai kuyki jisne aapka account hack kiye hai usne abhi tak aapne email id change kar liye hoga isi liye, us Button par click karne ke bad Continue button par click kare.
Step 7. Aabhi jo page khulega usme se aap "New Email or Phone" add kare uske baad naya email or phone number ko confirm kare "Confirm New Email or Phone" is button par click kare.
Step 8. Agar aapne koi "security question" selete kiya tha to wo ayega us security question ke Answer dijiye uske baad Continue button par click kare.
Step 9. Aabhi "Choose a new password" option se aapna koibhi ek new password add kare.
Step 10. Upar ke button par click karne ke bad aapne jo email id or phone number diya usko check kare dekhe us email par ek link ayega uspar click kare dekhe aapko 24 hours wait karne ke liye bolega aap 1 din wait kare aur uske baad aap new email password se aapne account login kare. 😊
Jobhi hai agar aap is post ko follow karke aapne hacked facebook account ko recover kar paya hai to comment karke bataya aur jitna ho sake post ko aapne dosto ke sath share kare, ajke liye itna hi.

Read : Facebook Account Ko Permanently Delete Kiase Karte Hain
Hack Facebook Account Recover Kaise Kare ?

Note : Iske liye aapko 24 hours wait karna hoga or aapka password hack account ke email old password or security question agar aapne diya hai to usko janna hoga nahi to aap aapne hacked account ko recover nahi kar sakte.यह भी पढ़े...
Jobhi hai agar aap is post ko follow karke aapne hacked facebook account ko recover kar paya hai to comment karke bataya aur jitna ho sake post ko aapne dosto ke sath share kare, ajke liye itna hi.
plz meri pr open kr do plzzkb se meri id nhii open ho rhi plzzz 9507219781 pr mesege krna plz
ReplyDeleteMe upar sab kuch de diya hai aap upar ke step ko thik tarike se follow kare aap jorur aapne id recover kar sakoge....
DeleteMeri id hack ho gaye hai os ne id ka email change kardeya hai
ReplyDeletepr id ka old email jab dalta hon to id nahi aati kia karon
Sayed aapne bohut der kar di.. firbhi aap upar ke tips ko follow karke ekbar firse try kare..
Deletebahut he badiya article hai.
ReplyDeleteYr mera account hack h but vo ni ho rha h
ReplyDeletePlease koi Mera account recover or do
ReplyDeleteBhai aapse ek Kam h aap ispe call kijiye 8709536926
ReplyDeleteMera I'd hack ho gya hai 28 augst ko
ReplyDeleteWo Gmail change kar Diya Mai apna Gmail dal Raha hu to otp uske mail pe ja Raha hai Kya karu Mai help kijiye Mera
Tab to muskil hai 😔
DeleteBhai help me bro mera I'd hack Ho gya hai Maine bahot koshis kiya Lekin last me kuchh bhi Nhi ho PA raha hai bas I'd Ka password change kar skta hu aur login karta hu to login code mangta hai bro help me Thik my number 8920589349 Mai wait karunga aap ke message ka bhai please please help me bro
ReplyDelete