Loading ...

Computer Par Video Editing Kaise Karte Hai Uski Jankari Hindi Me

Computer se video edit kaise kare? Video editing kaise karte hai? Video edit karne wala software
Dosto agar aap khud aapne laptop computer par aapna kisi bhi video ko edit karna chate ho to is post ko follow karke aap bahut asan tarike se kisi bhi video ko edit karke bahut acche se effect dal kar video ko sundar bana sakte ho. Video edit karna koi muskil kam nahi hai, lekin agar hum nahi jante ki video ko kaise Edit karte hai tab ye bahut muskil kam ho jata hai.

Aagar aap ekbar sikh jate ho ki video edit kaise karte hai tab aapke liye bhi ye editing bahut easy kaam ho jayega. Koi bhi video ko edit karne ke liye ek software ki jarurat hoti hai internet par aise bahut si software milte hai jissko istemal karke aap aapne video ko edit kar sakte ho.

computer-par-video-editing-kaise-kare

Video editing karne ke liye sabse accha software hai Adobe after effect lekin isko use karna thoda muskil hai, agar is software ko use karna chahate ho to aapko pahle adobe after effects sikhna hoga nahi to aap isko use nahi kar sakte, Lekin agar aap easy tarike se video ko edit karna chahate ho to adobe ke bina bhi bahut si software hai jisko istemal karke aap apne laptop computer par video editing kar sakte ho video par effect dal sakte ho, songs dalte ho, text dal sakte. To video edit karne ke liye aaj ham jo software use karne wale hai iska naam hai Wondershare Video Editor to chahiye dkehte hai isko use karke video edit kaise karte hai.

Computer Par Video Editing Kaise Karte Hai Uski Jankari Hindi Me


Dosto agar aap Youtube par video upload karke paisa kamana chate ho to aapko Pro type ke video upload karna hoga or iske liye video ko pahle ache se Edit karna hoga to chahiye video edit karna sikh lete hai.

Pahle aap "Wondershare Video Editor" software ko download kariye niche se Size only 90 MB hai, niche 2 download link hai aap direct download link par click karke software ko download kare.


Download karne ke bad software ko Install kare bahut easy hai. Install karne ke bad dekhiye Kuch is traha software khulega aap "Full Feature Mode" Button par click karke software ko open kare.

computer-par-video-editing-kaise-kare

Aabhi Video Editing room khul jayega aapke same, is option se video ko edit karna hain niche mene 1,2,3 karke arrow icon se dikaya hai aap dekh lijiye kaise video edit karte hai.

  1. Import button par click karke Video, audio, photo select kariye.
  2. Vdieo option par Video file ya Photo ko drag karke nijiye.
  3. Music option par aap mp3 songe, music add kar sakte ho.
  4. Upar Text option se video par koibhi Text add kar sakte ho.
  5. Effect option se aap Video par Effect add kar sakte ho.
  6. PIP option se aap video par PIP effect add kar sakte ho.
  7. Transition option se aap video par acche se style ke Transition effect de sakte hai.
  8. Vdieo ke Start ya End  par Intro dena chahati ho to is option ko istemal karke wo kar sakte ho.
  9. Sound is option par aapko bohut sare background music milga jis ko aapne video par use kar sakte ho.
  10. Split Screen is option ko use karke video ko Split kar sakte ho.
  11. Ya bhi Split hain iske matlab aap video ke kisi be part ko cut kar sakte ho.
  12. Export option se aap video ko Save Kar sakte ho.
computer-par-video-editing-kaise-kare

Dosto upar ke step ko follow karke aap koibhi video ko edit kar sakte ho. Agara aap koibhi video ko edit karke save karna chahate ho to uapr se 12 No. Step ko follow kar sakte ho ya fir aap Export button par click karke Sab kuch thik thak karke Export button par click karke Video ko Save Kar sakte ho.

computer-par-video-editing-kaise-kare

Aajke liye itna hi aagar post me koibhi problem ho to jarur comment kare, agar aap is post ko follow karke video edit kar pate ho to post ko jitna ho sake share kare, koi bhi sawal karni ho to comment kare.

COMMENTS

Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content