Loading ...

Padhai Me Man Lagane Ka 7 Tarike - पढाई में मन कैसे लगाये

Padhai me man lagane ka 7 mantra tarike, Padhai me man kaise lagaye ?
Padhai karna kis ko pasand hai bhai! mujhe to lagta hai padhai karna kisi ko bhi pasand nahi hai, mujhe to bilkul bhi books padhna pasand nahi hai 😛...Dosto majak kar raha tha, sach me abhi is time padhai ke bina kuch bhi nahi hai life me, agar aap thik se padhai nahi karoge to aap life me age jake kuch bhi nahi kar sakte, to padhai to karna hi hai kuch bhi ho jaye.

Problem tab hota hai jab ham logo ka exam ata hai chahe wo job exam ho ya school exam padhai me man nahi lagta, asal me aisa bahut se student ke sath hota hai wo padhna to chahate hai but padhai me man nahi laga pate. to chaliye jante hai padhai me man lagane ki kuch best tarike jo aapko jada time tak man laga ke padh me help kar sakte hai.

Padhai-Me-Man-Lagane-Ka-Tarike

पढाई में मन लगाने का कुछ तरीके 


Main aisa bahut se student dekha jo khete hai ki sir padhai me din ba din ruchi kam hoti ja rahi hai, padhai me bilkul bhi man nahi lagta samne exam hai phir bhi padhai nahi kar pa raha hu, to aajke ye post sirf aur sirf un logo ke liye hi hai.


1. Time Table Banaye :

Ek accha student ke lakshan start karne se pahle time table banana, time table banake padhai karne se fayda ye hai ki aapko kab konsa subject padhna hai wo pata chalega aur aapko padhai me man bhi pahle se jada lagega.

Aagar aap time table karke nahi padte to aabhi aap ek time table banaye aur us hisab se aapna padhai start kare, dekhiye aapko pahle se jada syda milega padhai karne me.


2. Difficult subjects Ko Din Ke Suru Me Padha Kare :

Is points ka matlab hai aapko jo sub subjects bahut jada difficult lagta hai hard lagta hai, asani se padne par samaj nahi ata hai to aap us subject ko suva first morning me padhe, kyu ki din ke suruwat me dimang sant reheta hai aur padhai jada yad reheta hai.

Aagar aapke padhai me man nahi lag raha phir bhi hard subjects ko usi time padhne ki koisi kar rahe ho to aap kabhi bhi padhai me man nahi laga pawoge so, un sab difficult subjects ko din ke suru me padha kare dekhiye padhai me man laega.

3. Padhai Ke Bich Me Break Liya Kare :

Kafi studens aisa hota hai ki exam time ye jab bhi padhai karte tab sochte hai hame abhi 3 ya 4 ghanta padhna hai but ye thik nahi hai, agar aap lagatar 3-4 ghanta padhai karoge to aapko jada fayda nahi hoga aur kuch hi time me aapka padhai se man bhi hat jayega.

Aagar aapko jada time tak aur man lagake padhna hai to aap har 1 hour ke bad bad 5-10 ka break liya hai isse aapke dimang thik rahega aur aap bad me phir se padhai kar sakoge wo bhi man lagake.


4. Target Banake Pdhai Kare :

Aap koi bhi kam karo usme laksh (Target) ki bahut jarutat hai, aap padh rahe ho iske matlab aapko life me kuch karna hai aapko Dr, ya teacher banna hai to ye aapka ek target hai, to same jab aap padhai karte ho tab aapko ek target create karna ho ki aapko is subject ko kisi hal me pura karna hai.

Jab aap ek target create karo pawoge tab aap dekhna aapne aap aapke padhai me man lag jayega.


5. Group Banake Padhai Kare :

Mere manle me ye utna fayda man nahi hai lekin aagar aapke kabhi bhi padhai me man nahi lagta to aap aapne dosto ke sath, school friends ke sath group banake padhai kare ho sakte hai isse aapko fayda ho skata hai.


6. Khade hoke padhai Kare :

Sunne me ajib lag raha hai lekin agar aapke padhai me man nahi lag raha hai to aap khade hoke padhai karne ki koisi kare. kyu ki University of Texas ke ek report anusar dekha gaya hai ki jo log khade hoke padhai karte hai wo jada padhai yad rakh pate hai.

To agar aapko padhai me man nahi lag raha hai to aap khade hoke padhai karne ki try kare ho sake aapko fayda ho.


7. Padhai Ke Sahi Jaga Chune :

Ye sabse jaruri ek points hai agar aap koi aise jaga padne bethe ho jaha bahut shor gol ho raha hai to us jaga par koi bhi man laga ke nahi pad sakta, to aapko man lagake padhai karne ke liye koi aisa sant jaga chunna hoga jaha koi shor gol nahi ho to isse aapko man laga ke padhai karne me fayda milega.


Last Word :

Aabhi tak main jitne bhi point bataya ye sab bahut jaruri hai man lagake padhai karne ke liye, but aisa nahi hai ki aapko sirf upar ki tips ko hi follow karke padhai karna chahiye, sabse badi bat aap khud ko samjne ki koisi kare ki aapko padhai me man kyu nahi lag raha, agar aap aapne aapko samaj jawoge tab aapko padhai karne me asan hoga.

To dosto agar aapko is post se thoda bahut bhi madad mila hai to please post ko aapne dosto ke sath share kare, hoke aapke ek share ke wajha se kisi ka help ho jaye, ajke liye itna hi bye.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,47,Windows 10,35,Windows 11,2,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: Padhai Me Man Lagane Ka 7 Tarike - पढाई में मन कैसे लगाये
Padhai Me Man Lagane Ka 7 Tarike - पढाई में मन कैसे लगाये
Padhai me man lagane ka 7 mantra tarike, Padhai me man kaise lagaye ?
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiCg5y8eGXSikCa3Z3io_73MI5Kgm6Z5VinrWpnFSaBjr2eHoEXjL9e3qPi-9zoERvyfPwKC4oUWSYijHBiF080Lr31Zdmqn3Q8PAAt7hPvCT55ObGcc6U-dqtd7y1oVBvNcjbQBHOORhY/s1600/Study+Tips+in+hindi.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiCg5y8eGXSikCa3Z3io_73MI5Kgm6Z5VinrWpnFSaBjr2eHoEXjL9e3qPi-9zoERvyfPwKC4oUWSYijHBiF080Lr31Zdmqn3Q8PAAt7hPvCT55ObGcc6U-dqtd7y1oVBvNcjbQBHOORhY/s72-c/Study+Tips+in+hindi.png
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2018/04/padhai-me-man-lagane-ka-tarike.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2018/04/padhai-me-man-lagane-ka-tarike.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content