facebook me hd quality photo and video upload kaise kare! latst facebook tips and tips in hindi
Aaj hum is post me sikhne wale hai ki facebook par hd photo and video upload kaise kare? Word me abhi tak 100cr se jada user har roj facebook use karta hai. Facebook par log chat message send ke sath sath jadatar photo upload karta hai. Kya aapko pata hai aap jo hd camera ya dslr se photo lete hai aur bad me usko facebook par upload karte hai wo photo quality same nahi reheta quality loss ho jata hai.
Aagar aap bahut jada photo fb par upload karte hai to sayed apko ye baat pata hai ki facebook photo ko khud ba khud compresed karta hai jiske karan photo quality kharab ho jata hai.
Aagar aapko sahi tarike se hd quality me photo ko facebook me dalna hai to wo system bhi fb ke under hai but bahut si logo ko pata nahi hai wo settings konsa hai aur usko istemal kaise karte hai.
Step 1. Mobile se facebook app ko open kare uske bad "Three line icon" par click kare uske bad ekdam niche se "Settings & Privacy" par click kare Uske bad "Settings" par click kare.
Step 2. Aabhi apko "Upload Photo In HD" and "Upload Video In HD" in dono option ko enable kare.
Aab aap apne facebook par app se koi bhi photo and video upload kare aapke photo same quality me upload hoga.
Step 1. Pahle aap computer se facebook login kare, uske bad photo ko upload karne ke liye photo option se Create Album par click kare aur photo select kare jisko hd me upload karna hai.
Step 2. Aabhi aap photo ko select kare uske bad aapko option milega aap niche se "High quality" option ko select kare uske bad photo ko upload kare.
Main ummid karta hu ki aapko pata chal gaya hai facebook par hd quality me photo and video upload kaise karte hai! aagar aapko lagta hai aapko is post se thoda bahut help huya hai to post ko aapne dosto ke sath jarur share kare.
Aagar aap bahut jada photo fb par upload karte hai to sayed apko ye baat pata hai ki facebook photo ko khud ba khud compresed karta hai jiske karan photo quality kharab ho jata hai.
Aagar aapko sahi tarike se hd quality me photo ko facebook me dalna hai to wo system bhi fb ke under hai but bahut si logo ko pata nahi hai wo settings konsa hai aur usko istemal kaise karte hai.
Facebook Par HD Photo Upload Kaise Kare ?
Iske liye aapko jada kuch karne ki jarurat nahi hai, just apko aapne facebook app par jana hai aur kuch setting thik karna hai, jo main niche bata diya hai.Mobile Users Ke liye?
Step 2. Aab aapke samne kuch option open hoga usme se aapko ekdom niche Media and Contacts par option milega aap us par click kare.
Aab aap apne facebook par app se koi bhi photo and video upload kare aapke photo same quality me upload hoga.
Computer Se Kaise Karte Hai?

hlo
ReplyDelete