Loading ...

Top 5 Free Antivirus Windows Computer Ke Liye

windows computer ke liye best free antivirus download, laptop ke free antivirus
Hello Friends aajke is post me main aap logo ke sath top and best free 5 antivirus share karunga jo ki bilkul free hai. Is post se pahle me aur ek post kiya tha jisme main bataya tha top paid antivirus konsa hai, lekin jin logo ke pass antivirus kharid ne ki paisa nahi hai wo aajke is post ko follow karke koi ek free antivirus aapne computer ya laptop par use kar sakta hai. Antivirus kya hai woto aapko pata hi hai aagar aap computer istemal karte ho aur usme pendrive, SD card bagera ghusate ho yafir aap internet browser karte ho to aapke pc par ek antivirus hona bahuti jaruri hai. Aagar aap aapne laptop computer par antivirus software use karte ho to aapke pc virus se bach ke raghega aur aapke computer kabhi bhi slow kam nahi karega.

Aagar aap paid version antivirus kharid na nahi chahate ho to aap niche se koi bhi ek free version antivirus software download karke aapne computer par install karke use kare. free version paid version ki traha to kam nahi karega lekin ek home computer ke liye free verison kafi hai. Lekin aagar aap office computer ke liye antivirus use karna chahate hai to aapko paid verison lena hoga. Jobhi ho chaliye dekhte hai aajke list me kon konsa software hai.

Read: Top 6 Paid Antivirus Computer/Laptop Windows Ke Liye

top-5-free-pc-antivirus


Top 5 Free Antivirus Windows Computer Ke Liye ?



5. Panda security :

No 5 par mene pandasecurity ko rakha hai kyuki free antivirus ke hisab se ye kafi accha ek antivirus hai, aagar aap paid yeni ki antivirus kharid na nahi chahate hai to aapke computer ke liye pandasecurity best ho sakta hai. ye aapko bilkul free me mil jayega aur isko use karna bhi bhut easy hai. lekin aagar aap sochte hai ki ye software paid version ki traha virus ko remove karega to wo aap galat sochte hai lekin kafi hadtak aapke pc ko protect karega. to aap is antivirus ko use kar sakte ho download link niche hai download karke install kare, aur time to time update kare.




4. AVG Antivirus :

AVG ye naam aap jarur sunga hoga kyuki is se pahle jo post me kiya tha paid version antivirus ko lekar us list me ye antivurs bhi tha. AVG ek paid type antivirus hai lekin iska free version bhi milta hai, aagar aapko best free version antivirus chahiye to aap is antivirus ko aapne laptop computer par use kar sakte ho. AVG antivirus aapke computer ko virus se bachane help karega, aapke pc data, ko safe rakhne me help karega. To aagar aapko free me ek accha sa antivirus chahiye to avg best hai. isko aap niche se download kare uske bad install kare aur time to time update kare.




3. Bitdefender Antivirus Free Edition :

Bitdefender world ke kuch best popular antivirus me se ek hai, yebhi paid type antivirus hai, lekin jo log free use karna chahate hai un ke liye is antivirus software ke free edition bhi hai. Aagar aapko aapke pc ke liye ek accha best free antivirus software chahiye to aap akh band karke isko use kar sakte ho. Iska free version me aapko paid version ke kafi feature mil jayega aur aap is ke madad se aapne pc ko free me protect bhi kar sakoge. aagar aapko is software ko use karna hai to niche se download kare aur install kare and time to time update kare.




2. AVAST Antivirus :

Friends avast har koi iska naam janta hai, ye world ke kuch best antivirus me se ek hai, ye bhi ek paid antivirus hai lekin jo log free me use karna chahate hai uske liye free version bhi hai. aagar aapko free me aapne computer ko virus se protect karni ho to aap isko aapne pc par install kare. isko use karna bahuti easy hai. avast aapko paid ke sabhi feature to nahi dega lekin jo feature free me hai wo aapke liye kafi ho sakta hai. aagar aapko isko use karna chahate hai to niche se download kare uske bad install kare, install karne ke bad time to time update kare.




1. Avira Antivirus :

Avira world ke best free and paid antivirus me se ek hai, aagar aap world computer user ho to aap is antivirus ke naam jarur suna hoga. aagar aapke me virus hai to aap iska free verison use karke asani se virus remove kar sakte ho. isko use karna kafi easy hai aur iska features bhi bahut accha hai. aagar aap free me koi best antivirus dhund raheho to aapke ye avira best hai. isko use karne ke liye niche download par click karke file download kare uske bad install kare, and time to time update kare.






Note: Upar me best 5 free antivirus and uske download link share kiya hai aap koibhi ek use kar skate ho, kyuki jo 5 me share kiya sabhi best hai koi kisi se kam nahi hai isi liye aap koibhi ek ko download kare use kare. Antivirus use karne ke bad sabse jaruri hota hai usko update karna aagar aap antivirus update nahi karoge to wo kam nahi karega, isi liye antivirus ko hafteme ek bad jarur update kare.

Friends main ummid karta hu ki aapko upar 5 antivirus accha laga hai, aagar aapko lagta hai ye post helpful hai to aap post ko aapne dosto ke sath share kare, aur aagar koibhi sawal puchni ho to niche comment karke puch sakte ho.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,47,Windows 10,35,Windows 11,2,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: Top 5 Free Antivirus Windows Computer Ke Liye
Top 5 Free Antivirus Windows Computer Ke Liye
windows computer ke liye best free antivirus download, laptop ke free antivirus
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiigbLwIAnDpco69DQd8aP0FT5PBQk_iTHuH7XKyawnOYyr26JHlEVlCVmD0tTFmiAehrcDqKc0KxHQ-XneY-ZpQoQYD9sAth8fGIsHHJCIx2FruERoflJ3eXPNyIN0cGpoWnnanVlSnLo/s1600/free-5-best-antivirus.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiigbLwIAnDpco69DQd8aP0FT5PBQk_iTHuH7XKyawnOYyr26JHlEVlCVmD0tTFmiAehrcDqKc0KxHQ-XneY-ZpQoQYD9sAth8fGIsHHJCIx2FruERoflJ3eXPNyIN0cGpoWnnanVlSnLo/s72-c/free-5-best-antivirus.jpg
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2017/07/top-5-free-pc-antivirus.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2017/07/top-5-free-pc-antivirus.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content