Windows movie maker software se free me video edit kaise kare, movie maker se video editing in hindi
Windows Movie Maker Software ke madad se free me video edit kaise karte hai! Dosto aajke iss post me ham movie maker ke bareme details me janenge. Sayed aapko nahi pata hai ki Windows movie maker kya hai? aur iss software ka kaam kya hai? Dosto Movie maker ek free Video editing software hai jo sirf windows computer me support karta hai. Aagar aap windows 7, 8, 10 isme se koibhi ek istemal karte hoo too aap asani se aapne computer yafir laptop par movie maker software ko use kar sakoge.
Video Editing ko lekar main bohut sare post kar chuka hu, lekin wo sare paid software tha lekin aaj main aap logo ke sath free video editing software share karunga. Dosto aap movie maker software ke madad se aapne kisi bhi video ko edit kar sakte ho, aapke kisi bhi photo ko jodkar aap video bana sakte ho, video par effect add kar sakte ho, video par Mp3 add kar sakoge aur bhi bohut kuch aap asani se kar sakoge iss free video edit software ke madad se. Too dosto chaliye suru korte hai.
Dosto ye software pehle aapke computer par hota tha lekin abhi windows 7, 8, 10 kisi bhi update verison par ya software nahi hota hai, firbhi aap aapne computer search par jakar movie maker search karke ekbar check kare. aagar nahi hai too koi baat nahi niche main ek link diya hai aap uss link se software ko download kare aur nich ka step ko follow karke software ko aapne computer par install kare.
Step 1. Pehle aap upar se download kare uske bad aap download file par click karke, uske bad aap "Choose the programs you want to install" par click kare.Video Editing ko lekar main bohut sare post kar chuka hu, lekin wo sare paid software tha lekin aaj main aap logo ke sath free video editing software share karunga. Dosto aap movie maker software ke madad se aapne kisi bhi video ko edit kar sakte ho, aapke kisi bhi photo ko jodkar aap video bana sakte ho, video par effect add kar sakte ho, video par Mp3 add kar sakoge aur bhi bohut kuch aap asani se kar sakoge iss free video edit software ke madad se. Too dosto chaliye suru korte hai.
Read: Computer Ke Liye Best Video Editing Software Download Kare
Windows Movie Maker Se Video Edit Kaise Kare ?
Dosto ye software pehle aapke computer par hota tha lekin abhi windows 7, 8, 10 kisi bhi update verison par ya software nahi hota hai, firbhi aap aapne computer search par jakar movie maker search karke ekbar check kare. aagar nahi hai too koi baat nahi niche main ek link diya hai aap uss link se software ko download kare aur nich ka step ko follow karke software ko aapne computer par install kare.
Step 2. Aabhi aap movie maker ko chodkar sabhi option ko uncheck kare, uske bad "Install" par click kare, abhi thoda wait kare aur aapke install active karke rakhe, kyuki install hoga aur internet se kuch file download hoga.
Note: Software ko install karne ke liye aapke computer par install hona joruri hai, aur install karne ke bad aapke computer Restart hoga, computer ko restart kare uske bad aapke computer install ho jayega.
Step 3. Aabhi aap aapne PC Start Button par click kare aur search kare "Movie Maker" aapko upar software mil jayega uss par click kare aur software ko open kare.
Step 4. Aabhi aapko video par animation, effects, audio etc karna karna hoga uske liye aapko kya karna hai aap niche ki photo ko dekhe ar step ko follow kare.
- Mp3 Add karne ke liye iss option ko use kare.
- Text, Title add karne ke liye iss option ko use kare.
- Style theme use karne ke liye iss option ko istemal kare.
- Video par effect, animation add karne ke liye isko use kare.
- Video edit karne ke bad video ko save karne ke liye use kare.
Aajke liye itna hai aagar aapko ye post accha laga hai too comment karke bata sakte hai yafir aapne dosto ke sath post ko share kar sakte hai niche aapko share button milega. koibhi problem hota hai too niche comment kare.
Thanks
ReplyDeleteHello Bro. Are you sure ki ye video editor free hai bcz jb mai apne windows movie maker ke softeare se video ko apne pc me save ya youtube pr share karne ki koshish karta hu to ye likha hua aata h :-
ReplyDeleteThis Feature is unavailable in trail version. Please buy full version software to use this feature.
And sath hi neeche licensed email and registration code mang rha hota hai and sath me resister, buy now, later ka option hota hai.
and without resister or buy kiye me video save or share nahi kr pa rha hu.
Windows movie maker ek Freeware software hai.. aap upar video dekh sakte ho main khud usko use karke check kiya hu.
Deletehii nice post head s of you
ReplyDelete