Youtube se paise kaise kamaye , Youtube se Online paise kamane ke liye 4 best tips hindi me
Online se paise kamane ki bohut sare tarike hai, lekin Youtube se paise kaise kamaye aaj ham usi wareme janenege. Youtube video upload karke paise kamane ka tarika sabse badiya or bahut easy tarika hai. Agar aap online se kuch paise kamana chahate ho to mere hisab se aapke liye youtube thik rahega kyuki youtube par aap free channel kar sakte ho, free video upload kar sakte ho or iske liye kisi trahake domain, hosting, alag se website ki bhi jarurat nahi padta hai sob kuch free hai kyuki youtube bhi google ka hai or hum log to jante hi hai google ka lagbhag sabhi product free hai. Jobhi ho aaj main aap logo ke sath youtube se paise kamane ki kuch badiya tarika share karunga to chaliye suru karte hai.
Dosto mere hisab se youtube online par sabse easy way hai paise kamane ke liye, lekin utna bhi easy nahi hai jitna aap sochte ho, kyuki youtube par video upload karne ke liye aapko pahle ek youtube channel banana padega, khudke video banana hoga. Agar aap sochte ho ki youtube par bahut sare video hai usko download karke edit karke phir se upload kar doge to dosto istraha kam nahi hoga, aapko ekdom khudke jo pahle youtube par nahi upload huya hai wo hi video upload karna hoga, video ko majedar banana hoga kyuki agar video accha nahi hota hai to visitor aapke video nahi dekhega aur aapko paise bhi nahi milega.
1. Youtube Par Khud Ke Channel Kare :
Agar aap youtube se earn karna chahate ho to aapko phele ek free channel karna banana hoga. Channel karne ke liye koibhi paise nahi lagta ekdom free hai or bohuti easy kam hai. Agar aap ko nahi pata hai channel kaise banate hai to aap niche ke post follow karke ek free channel kare niche ke post me aapko milega kaise video upload karte hai uske bareme.
2. Khudke Video Banana Hoga :
Ya sabse joruri hai kyue ke google copy kuch bhi allow nehi karta agar aapne copy karke video upload kiye to aapke channel bhi delete ho sakta hai is liye aapko aapne khudke video banana hoga. Aap kibhi video kar skate hai, funny video, mobile review, game review, movie review, video edit tips, computer tips ko pekar video bana sakte ho. Aapko jo kam ata hai aap usi ko lekar video banaye uske baad usko ache se edit karke youtube par upload kare. Agar aap video record or video edit software chahate ho to niche se download kare.
3. Youtube Channel Ko Verify Karna Hoga :
Aapne ek youtube channel kiye uspar video upload kiya lekin aapne channel ko verify nehi kiya tab aapne video ko Monetized nehi kar sakoge isi liye phele aapke channel ko verify kariya, verify karna bohuti easy hai sirf aap mera niche ke post follow kare kuch he step me aap verify kar sakhoge.
4. Youtube Video Monetize Karke Adsense Se Apply Karna Hoga :
Upar jo kam mene bataya wo to jorur karna hoga lekin agar aapko pasia earn karna hai to aapko ya kam jorur karna haoi, aap channel ko Monetize hai uske bad Adsense par aaply karna hoga. Ya kam bohuti easy hai aap sirf Youtube par visit karke uske baad My Channel par click karke "Video Manager" par click karna hoga uske bad Channel par click karna hoga. Ya fir aap "youtube.com/features" jakar "Monetization" optiion se "Enable" button par click kare, uske baad "Enable My Account" button par click kare "YouTube Partner Program Terms" option se sab ko thik karke "I accept" button par click kare "Monetize" button par click kare.
Aab "www.youtube.com/account_monetization" par click karke How will I be paid? par click kare. Uske baad "associate an AdSence account" par click kare, Aabhi "Next" button par click kare dekhe "Adsense" page khulega "Yes, proceed to Google Account sign in par click kare" button par click kare. "Language" select karke "Continue" button par click kare, Aabhi Form me sahi jankari bharne ke baad Sumit my application par click. Kuch din wait kare aapko adsense milega or aapke video se earn start hoga.
Friends upar ke 4 step ko follow karke aap aapne channel karke adsense add kare dekhe aap dhire dhire badiya earn kar sakoge, agar aap aapne channel par jada visitor or jada paise kama chahate ho to us bareme main aur ek post karne wala hu jo aapke earning badhane me madad karega.
Dosto upar main youtube se paise kaise kamaye uske simple step share kiya hai agar aapko accha laga hai to jorur comment karke bataye post ko aapne dosto ke sath share kare, koi problem huya to comment karke bataye hum jorur help karenge.
Read: Internet Se Paise Kaise Kamaye 5$ to 10$ Per Day
Dosto mere hisab se youtube online par sabse easy way hai paise kamane ke liye, lekin utna bhi easy nahi hai jitna aap sochte ho, kyuki youtube par video upload karne ke liye aapko pahle ek youtube channel banana padega, khudke video banana hoga. Agar aap sochte ho ki youtube par bahut sare video hai usko download karke edit karke phir se upload kar doge to dosto istraha kam nahi hoga, aapko ekdom khudke jo pahle youtube par nahi upload huya hai wo hi video upload karna hoga, video ko majedar banana hoga kyuki agar video accha nahi hota hai to visitor aapke video nahi dekhega aur aapko paise bhi nahi milega.
Youtube Se Paise Kaise Kamaye 4 Best Tips ?
Youtube se paise kamane ke liye aapko jo jo karna hoga wo niche mene sabkuch share kiya hai aap sabhi ko follow karke kam start kare aap bhi paise kama logo ya mera wada hai.1. Youtube Par Khud Ke Channel Kare :
Agar aap youtube se earn karna chahate ho to aapko phele ek free channel karna banana hoga. Channel karne ke liye koibhi paise nahi lagta ekdom free hai or bohuti easy kam hai. Agar aap ko nahi pata hai channel kaise banate hai to aap niche ke post follow karke ek free channel kare niche ke post me aapko milega kaise video upload karte hai uske bareme.
Read: Youtube Par Channel Banakar Video Upload Kaise Kare
2. Khudke Video Banana Hoga :
Ya sabse joruri hai kyue ke google copy kuch bhi allow nehi karta agar aapne copy karke video upload kiye to aapke channel bhi delete ho sakta hai is liye aapko aapne khudke video banana hoga. Aap kibhi video kar skate hai, funny video, mobile review, game review, movie review, video edit tips, computer tips ko pekar video bana sakte ho. Aapko jo kam ata hai aap usi ko lekar video banaye uske baad usko ache se edit karke youtube par upload kare. Agar aap video record or video edit software chahate ho to niche se download kare.
Read: Computer Screen Ke Video Recording Kaise Kare
Read: Computer Par Video Editing Kaise Karte Hai Uski Jankari Hindi Me
3. Youtube Channel Ko Verify Karna Hoga :
Aapne ek youtube channel kiye uspar video upload kiya lekin aapne channel ko verify nehi kiya tab aapne video ko Monetized nehi kar sakoge isi liye phele aapke channel ko verify kariya, verify karna bohuti easy hai sirf aap mera niche ke post follow kare kuch he step me aap verify kar sakhoge.
Read: Youtube Channel Ko Verify Kaise Kare
4. Youtube Video Monetize Karke Adsense Se Apply Karna Hoga :
Upar jo kam mene bataya wo to jorur karna hoga lekin agar aapko pasia earn karna hai to aapko ya kam jorur karna haoi, aap channel ko Monetize hai uske bad Adsense par aaply karna hoga. Ya kam bohuti easy hai aap sirf Youtube par visit karke uske baad My Channel par click karke "Video Manager" par click karna hoga uske bad Channel par click karna hoga. Ya fir aap "youtube.com/features" jakar "Monetization" optiion se "Enable" button par click kare, uske baad "Enable My Account" button par click kare "YouTube Partner Program Terms" option se sab ko thik karke "I accept" button par click kare "Monetize" button par click kare.
Aab "www.youtube.com/account_monetization" par click karke How will I be paid? par click kare. Uske baad "associate an AdSence account" par click kare, Aabhi "Next" button par click kare dekhe "Adsense" page khulega "Yes, proceed to Google Account sign in par click kare" button par click kare. "Language" select karke "Continue" button par click kare, Aabhi Form me sahi jankari bharne ke baad Sumit my application par click. Kuch din wait kare aapko adsense milega or aapke video se earn start hoga.
Friends upar ke 4 step ko follow karke aap aapne channel karke adsense add kare dekhe aap dhire dhire badiya earn kar sakoge, agar aap aapne channel par jada visitor or jada paise kama chahate ho to us bareme main aur ek post karne wala hu jo aapke earning badhane me madad karega.
Dosto upar main youtube se paise kaise kamaye uske simple step share kiya hai agar aapko accha laga hai to jorur comment karke bataye post ko aapne dosto ke sath share kare, koi problem huya to comment karke bataye hum jorur help karenge.
Sir... Mobail se video kaise banate h.
ReplyDeleteAap iss blog ke search par jakar mobile video editing likh kar search kare aapko mobile se video editing app milega aap usi se bana sakoge.
DeleteIts very interesting and informative post
ReplyDeleteThanks for sharing keep up Good work
online paise kamane ke bahut badiya idea diya hai. thank you
ReplyDeleteKya daly video ko montinz krna pdta h
ReplyDeletevery useful information
ReplyDelete