Loading ...

Flipkart Plus Kya Hai पूरी जानकारी हिंदी में

Flipkart plus kya hai, flipkart plus membership kaise le
Flipkart plus kya hai? aaj hum isi post me bistar me janne ki kosis karenge. Sayed apko flipkart ke bareme pahle se pata hai ki flipkart kya hai aur iska kaam kya hai, flipkart ek online shopping e-commerce website hai jaha aap ghar baythe kuch bhi kharid sakte ho. To aab ye janna hai ki flipkart ne flipkart plus kyu launch kiya aur isko use karke hum logo ko kya benefits milegi.

Sayed aap amazon prime ke bareme suna hi hai, same amazon prime ki traha hi hai flipkart plus, amazon prime me aapko har month pay karke membership lena padta hai lekin flipkart plus par apko free coin milega usi se aap free membership le sakte ho.

flipkart-plus-kya-hai

Flipkart Plus Kya Hai?


Flipkart ke hisab se flipkart plus ek membership program hai, lekin mere hisab se ye membership program nahi hai ye ek Loyalty program hai. Amazon prime par apko membership lene ke liye monthly subscription dena padta hai lekin flipkart plus par kisi traha ke monthly subscription system nahi hai.

Aagar apko Flipkart plus membership chahiye to apko pahle 50 coins chahiye aur ye 50 coins apko flipkart products buy karne par milegi. Sayed apne nahi samjha, dekhiye flipkart ye kkeheta hai ki agar aap 250 Rs ka koi bhi produts flipkart se buy karte ho to apko 1 coin milegi.

Matlab 250 rs ka product buy karne par 1 coin to apko flipkart plus membership ke liye chahiye total 50 coins iske liye apko total 12,500 Rs ka shopping karna hoga tab jake apko 50 coins milega.

flipkart-plus-in-hindi

Rukiye rukiye agar aap soch rahe hai ki apne 12,500 ka koi ek product buy kar lete ho to apko 50 coins ek bar me mil jayega to nahi aisa nahi hai, agar apko 50 coins chahiye to aapko part part karke product buy karna hoga, kyuki flipkar saf kehe chuka hai ki aap ek bar jitne ka bhi product buy karo apko 1 se 10 coins hi milega is se jada nahi.

agar apko flipkart plus membership ke liye 50 coins chahiye to apko 250 karke total 12,500 ka product buy karna hoga tab jake apko 50 coins milega aur aap ussi coins se free membership bhi le sakoge.

Read: Flipkart Se Paise Kaise Kamaye?

Flipkart Plus Membership Lene Ka Benefits Kya Hai?


Aagar apke man me ye sawal hai ki humko is flipkart puse se kya benefits milegi? to dosto flipkart puse membership lene par apko bahut si benefits milega jaise ki agar aap flipkart se koi bhi products buy karte ho to aapko wo product normal buyer se jada fast delivery milega.

Jab flipkart ke under big billion day offer jaise koi bhi offer ata hai to uska notification aur sabse pahle koi bhi offer ke product buy karne ke benefit apko milega, aur bhi hai jaise ki aapko jo total 50 coins mila hai usko aap paise me convert karke movie ticket, hotel booking ye sab bhi kar sakte ho, aur agar apke pass flipkart plus membership hota hai to aapko customer care support badiya milega.

flipkart-plus-kya-hai-hindi

1. Free Plus Fast Delivery : Matlab apko flipkart ke koi product free delivery milegi aur sabse fast delivery milega.

2. Early Plus Exclusive Access To Sales : Jab Flipkar ke under koi offcer start hoga to us offer ke kuch product kane ka subidha sabse pahle apko milega.

3. Earn Plus Exchange Coins for Offers : Aagar apke pass bahut jada coins hai to aap us coins ko exchange kar sakte ho aur movie tickets, hotel book, mobile recharge ye sab kar sakte ho.

4. Superior Plus Priority Customer Support : Normal agar aap flipkar customer support par contact karte ho to apko jitna priority milegi usse jada priority flipkart plus members ko milega.


Flipkart Plus Member Kaise Bane?


Aagar apko flipkart mebership lena hai matlab member banna hai to aap bahut easy tarike se member ban sakte ho.

Step 1. Sabse pahle aapko "Flipkart Plus" par visit karna hai uske bad flipkart ko login karna hai, uske bad "Join Free" par click karna hai.


flipkart plus


Step 2. Jab aap Join for free par click karoge tab apke samne ek message box open ho jayega iske matlab abhi aap flipkart plus ke member ban chuke ho.

flipkart plus kya hai

1 Coin Ka Kitna RS Hai?


Aagar apke man me ye sawal ata hai ki aapko jo coins milega uska india rs ke hisab se kitna hoga, dekhiye flipkart ne aisa kuch bhi nahi bataya hai ki 1 coin ka kitna rs hai lekin internet se ye pata chala ki 1 coin ka = 20 Rs hai. Matlab agar aapko 50 coins millta hai to uska india ke hisab se 1,000 rs hota hai.


Conclusion:

Aagar aap mere se puchte ho ki flipkart plus mere hisab se kaisa hai to dekhiye dosto mere liye ye program kisi kam ka nahi hai, kyuki is program se agar kisi ko fayda hoga to wo hai flipkart kyuki log coins ke chakkar me jada se se flipkart se products buy karega, baki ye program thik tak hai.

To dosto yahi tha flipkart plus ke chota sa jankari, aapko humara ye jankari kaisa laga comment karke jarur bataye aur flipkart plus aapke liye fayde man hai ya nahi wo bhi comment karke jarur bataye, agar apko ye post helpful laga hai to please post ko apne dosto ke sath share kare.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,47,Windows 10,35,Windows 11,2,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: Flipkart Plus Kya Hai पूरी जानकारी हिंदी में
Flipkart Plus Kya Hai पूरी जानकारी हिंदी में
Flipkart plus kya hai, flipkart plus membership kaise le
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjiiWmZmJ-wdpD17fW2RNT9LU4z5FUDePd7RlQTuw4-wHiVZutD4eAPU9Xe2Gvojq61Kmb-TiRGwOkwZHUbSXstJQz09B_4ItlR2g6zXbo-VIPq6MFbGAzqrbPjKfA08rV7sXXDBUnAHHo/s1600/flipkart+plus+kya+hai+jane+hindi+me.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjiiWmZmJ-wdpD17fW2RNT9LU4z5FUDePd7RlQTuw4-wHiVZutD4eAPU9Xe2Gvojq61Kmb-TiRGwOkwZHUbSXstJQz09B_4ItlR2g6zXbo-VIPq6MFbGAzqrbPjKfA08rV7sXXDBUnAHHo/s72-c/flipkart+plus+kya+hai+jane+hindi+me.jpg
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2018/09/flipkart-plus-kya-hai.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2018/09/flipkart-plus-kya-hai.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content