Loading ...

Mobile Phone Ki Internet Speed Increase Karne Ke 10 Best Apps

Android mobile ki internet speed Increase kaise kare? mobile ki internet speed fast kaise kare
Android users ke liye aaj hum internet speed fast karne ka ek badiya tarika laye hai Aapko keval kuch apps ka use apne device me karna hai or aapke mobile ki internet speed easily boost ho jayegi, matlab pahle se thoda bahut apke mobile internet speed fast ho jayegi.

Jaisa ki aap sab jante hai internet users day by day increase hote ja rahehai. Jisse Internet bandwidths sabhi users me divide ho jata hai or internet speed slow ho jati hai. Android phone me kuch bandwidths pehle se hi set hue hote hai jinka use system ke liye kiya jata hai. Agar aap in bandwidths ko increase karte ho to aapki internet speed me improvement nazar aati hai. So, yahan humne 10 best internet speed booster ki list di hai jo aapke bandwidths ko increase kar internet speed ko badane me madad karte hai.

mobile-internet-speed-fast

Recently, Maine in apps ka use apne device me kiya tha and i was shocked ki mere internet ki speed bahut hi fast ho gayi. In apps ko apne phone me use karne se pehle aap ek baar apni internet speed ko test karle jisse aapko result check karne me aasani hogi.

Read: Internet Speed Fast Karne Ke Kuch Tarike

How to Test your Current Internet Speed?


Sabse pehli baat aati hai ki aapke device ki current internet speed kya hai? apni internet speed ko check karne ke liye app play store se koi bhi app install kar sakte ho. Ya phir apne browser me SpeedTest.net ki site par visit kar sakte ho jahan aapko apni current internet speed pata chal jati hai. Niche aap mera result check kar sakte ho.

check-internet-speed

Ye screenshot tab capture kiya gaya tha jab me apne mobile phone ko PC se connect karke use kar raha tha. Unfortunately, ye itna fast nahi hai jitna mere mobile phone me chalta hai. But, itni speed me aapko buffer jaisy problem kabhi nahi aayegi. So, aap in apps ki list yahan check kar sakte hai.

Read: Internet Speed Kitna Hai Kaise Jane?

Android Phone Ki Internet Speed kaise badhaye


Chaliye jante hai un apps ke baare mejo aapke internet ke extra usage ko stop karne me madad karte hai. Here are the list of top 10 best Apps To Boost Up Internet Speed In Android Device.


1. Internet Booster & optimizer

Is app ki madad se aap apna browsing experience improve kar sakte ho. Humari internet speed, service provide par depend karti hai because hum use change nahi kar sakte. Lekin, humare device me aise bahut se factors hai jiska use hum internet speed ko badhane me kar sakte hai. Vahi ye app aapki madad internet speed ko boost karne me karta hai.

Ye app aapke browser ko commands or Optimize karne me help karta hai. Taki aapko apne device me ek smooth browsing experience mil sake. It’s not a magic, ye aap manually bhi apne device me one by one kar sakte ho.



Features of Internet Booster & Optimizer:


  • Ye aapke browser me commandsor optimization ki ek series put kar deta hai, Jisse aapko better browsing experience milta hai.
  • Ye app secondary process ko disable kar deta hai, Cleaning RAM memory, Cleaning cache memory, Flushing DNS or bhi bahut se features aap use kar sakte ho.
  • Ye app Ping improvement ke sath sath overall speed bhi boost karta hai.



2. Internet Speed Booster

Internet accelerator ek amazing mobile application hai jo aapke internet connection ko improve karne me madad karti hai. Agar aapko apne device me slow connection ya slow wi-fi speed ki problem hoti hai to ye app aapki help karta hai taki us speed ko increase kar sako.

Iske function kafi simple or useful hai, ye background running apps ko disable or stop kar deta hai, Bandwidth ko improve karne me help karta hai. Ye app aapki internet speed ko 40% se 80% tak improve karne me help karta hai jo aapke device par depend karta hai.



features of Internet Speed Booster:

Ye app DNS cache ko clear karne me madad karta hai sath hi ye ping ko improve karta hai. Ye online games play karne me bhi kafi helpful hai.
Unwanted background apps ko disable karne me help karta hai, sath hi available bandwidth ko increase bhi karta hai.
Ye parallel connection ko adjust karke internet speed boost karta hai.


3. Internet Speed 4G Fast

Internet Speed Booster or Optimizer aapke slow wifi or mobile network ka ek best solution hai. Ye aapki current speed ko improve karke kisi bhi web page or website ko bahut fast load kar deta hai. Sath hi ye ek best internet speed meter bhi hai jo aapki current internet speed ko status bar me show karta hai.

Ye app aapke real time speed ko check karta hai or aapke status bar me show kar deta hai jisse aapko apna current internet stats pata chal sake.



Features of Internet Speed 4G Fast


  • Ye aapke current internet speed ko analyse karke status bar me show karta hai.
  • Ye aap ko kuch aise features provide karta hai – Internet Speed Meter or Data Monitor or Bandwidth Monitor or Speed Test Live Download and Upload Speed.
  • Ye app GPRS, 3G, 4G or wifi connection ko optimize karne me madad karta hai.



4. Network Signal Speed Booster

Ye app aapke phone me 3G/4G or wifi connectivity ko analyse karta hai or use improve karne me madad karta hai. Is app ka use aap one click action me kar sakte ho. Ye app bahut se devices me test ki ja chuki hai. So, aap bhi iska experience leke apne device ki slow internet speed ko fast kar sakte ho.



5. Network Master – Speed Test

Network Master ek small, fast or free network tool hai. Aap apni internet ki Speed ko games or videos play karte waqt improve kar sakte ho. Ye aap aapko network speed analyse karna bhi allow karta hai. Is app ki madad se aap bandwidth ko maximize kar sakte ho. Or background me use ho rahe data ko disable bhi kar sakte ho.



Features of Network Master:


  • Aap use ho rahe data ko real timeme analyse kar sakte ho.
  • Ye aapko public wifi or phishing hotspot se protect karta hai.
  • Ye background me use rahe data ko detect karke stop karta hai.
  • Wifi hotspot se connect sabhi devices ko monitor par show karta hai. Like – Android phone, iPhone, iPad or Windows, laptop etc.



6. Speedify VPN – Faster Internet

Speedify aapke internet connection ko faster or smoother banane me madad karta hai. Aap badi aasani se apne cellular data or wifi connection ke bandwidths ko combine kar sakte ho. Jab aapke device me internet stop ho jata hai, speedify aapko us time onlinehi active rakhta hai. Jisse aapko browsing karte waqt koi problem na aaye.



Features of Speedify:


  • Speedify aapke sabhi apps ki connectivity ko improve karta hai jisse aapka data fast work kar sake.
  • Speedify aapke background running apps or data usage ko stop kar deta hai jisse aapka datafast hone ke sath sath save bhi ho sake.
  • Speedify browsing speed ko pehle se better bana deta hai, sath pages ko offline preload bhi kar deta hai.



7. Internet Speed Master

Is app ki madad se aap aasani se apne mobile netwoek ki speed ko badha sakte ho, Ye aapki system files ko modify karta hai jisse aapka data connection double speed se work karne lagta hai. Ye app Linux system par work karta hai jo aapke device ke liye ek dum safe hai. Lekin, is app ko use karne se pehle apna backup jarur sath rakhe.



8. INet Booster & Optimizer

Humari internet speed, internet service provider par depend karti hai. Jise hum apne mobile phone se change nahi kar sakte. Lekin, kabhi kabhi humare data connection ki speed ko background me run kar rahe apps slow kar dete hai. Agar aap ek better browsing experience chahte ho to aap is app ka use kar sakte ho. Ye app aapke background me chal rahe sabhi activities ko stop kar deta hai. Jisse aapko better speed ke sath better performance bhi milta hai.



9. Opera Max – Data Manager

Opera Max android phone ke liye ek smart assistant ki tarah work karta hai jo aapke data ko ek dum safe rakhta hai, ye aapko security provide karne ke sath sath sabhi apps ko bhi manage karta hai. Ye Tool aapko un apps ke baare me details deta hai jo aapko extra data absorb kar rahi hoti hai. So, aap un apps ko uninstall ya force stop kar sakte ho jisse aapka data bhi save hota hai.



Features of Opera Max:


  • Ye smart assistant hone ke sath sath aapko bahut si services provide karta hai like – shield your security and manage all your apps.
  • Opera Max aapka data loss kiye bina aapko facebook par active rakhta hai. I mean, data plan waste kiye bina bhi aap facebook par online reh sakte ho.
  • Opera Max aapke spend kiye time ko or data ko save karta hai jab aap Facebook, YouTube or Instagram par active hote hai.



10. DNS Changer

DNS changer ke help se aap apne DNS aasani se change kar sakte ho. Ye app wifi network or mobile data connection dono ke liye work karta hai. Aap is app ka use non rooted device me bhi kar sakte ho. Is app me aap bahut se DNS choose kar sakte ho. Like – Open DNS, Google DNS, Yandex DNS and many more.



Features of DNS Changer:


  • No root required
  • Support WiFi / Mobile Data Network (2G/3G/4G)
  • Support Tablet and smartphone
  • Unblock the restricted web content
  • Fastest Browsing



Final Words

So guys aap in best internet speed booster apps ka use karke apne mobile phone ki internet speed ko aasani se badha sakte ho. In apps ki madad se aap bandwidths ke extra usage ko disable kar sakte ho jo ki internet speed ko slow kar deta hai. I hope, aapko ye list pasand aayi hogi.

Agar aapne apni internet speed ko increase kiya hai to hume jarur apni tips or apps ke baare me bataye jiska use aapne apne device me kiya. Sath hi is post ko social media par share karna na bhule.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,47,Windows 10,35,Windows 11,2,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: Mobile Phone Ki Internet Speed Increase Karne Ke 10 Best Apps
Mobile Phone Ki Internet Speed Increase Karne Ke 10 Best Apps
Android mobile ki internet speed Increase kaise kare? mobile ki internet speed fast kaise kare
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiBRqmu2sqn34s4e3czh0nKdMAgo9M1x6tta0nVdS1KoPJZReEXp6VHnCMgMB8fxe1DqdJinkeyK2EJT0PKQKYYaCaJQqEfEUWuMWL-SgK2PCJH2zQg-JKMGt429pYNtxE4wPWMRxplsEk/s1600/internet-speed-fast-kaise-kare.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiBRqmu2sqn34s4e3czh0nKdMAgo9M1x6tta0nVdS1KoPJZReEXp6VHnCMgMB8fxe1DqdJinkeyK2EJT0PKQKYYaCaJQqEfEUWuMWL-SgK2PCJH2zQg-JKMGt429pYNtxE4wPWMRxplsEk/s72-c/internet-speed-fast-kaise-kare.jpg
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2018/08/mobile-ki-internet-speed-increase.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2018/08/mobile-ki-internet-speed-increase.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content