Loading ...

Captcha Code Kya Hai ? Iska Kam Kya Hai In Hindi

captcha code kya hota hai, captcha ka kam kya hai aur ye kis kam ke liye istemal hota hai jane hindi me
What is captcha code? captcha code kya hota hai? Hello friends main parvez aapka dost aaj main aap logo ke sath share karunga ki captcha kya hai aur iske istemal kyu hota hai! dosto aagar aap is post ko read kar rahe ho to jahir si baat hai ki aap ek insan ho koi robot nahi ho, lekin agar aap kisi website par comment karte jate ho ya train ke ticket book karne jata ho to aapko ek captcha code type karne ke liye bola jata hai. aur aabhi to aur ek captcha aya hai jidhar aapko "I am not a Robot" ka proof dena padta hai, to aabhi sawal hai ye sab kis liye aur isse hame fayda kiya hai. dosto dekha jaye to is captcha se hame koi fayda nahi hai aur ek side se hame bahut fayde bhi hai. ye Captcha banaya gaya hai sirf computer spam ko rokh ne ke liye, to chaliye dekhte hai iska janam kab aur kisne kiya tha aur ye kaam kaise karte hai.

kya-hai-captcha-code

Captcha Kya Hai ?


Captcha koi english ya phir hindi naam nahi hai, ye ek full form hai, Captcha ka full name hai "Completely Automated Public Turing test to tell Computers and Human Apart" bahut bada naam hone ke karan iska Captcha naam jada popular hai. Captcha ka kaam hai ye dekhna ki aap insan ho ya koi robot bas ye hi iska kaam hai aur isi kam ke liye ye use hota hai.

Aabhi aapke maan me sawal a sakta hai isko kab aur kisne banaya? 1997 year me Luis Von Ahn ne isko pahle banaya tha, but tab iska koi naam nahi tha aur bahut kaam istemal hota tha, but uske bad 2003 me iska naam diya gaya "CAPTCHA".

captcha-code-kya-hai


Captcha Kis Liye Use Hota Hai ?

Captach use hota hai jadatar online website par, iska use hota hai ye dekhne ke liye ki aap koi robot to nahi ho, kyuki online par bahut jada spam hota hai aur is spam ko rokhne ke liye is captach ka use itna jada ho raha hai. aabhi aapke maan me sawal ata hoga ki ye captcha spam ko kaise rokh skata hai? dosto maan lijiye jab salman khan ke movie released hota hai tab bahut se log 1st day 1st show dekhte hai, aur iske liye ticket kharid na padta hai aur aabhi jadatar ticket online se hi log kharid te hai, kuch log ticket ko jada dam se bech ne ke liye pahle se online book kar lete hai uske bad jisko ticket nahi mila usko jada dam me wo ticket bech deta hai, to jo log pahle se sare ticket ko akela book kar lete hai usko rokhne ke liye is captcha ka use hota hai, ek akela insal ke baas me nahi hai ki wo ek hi time me sare ticket ko book kar paye uske liye wo log robot ka istemal karte hai, aur isi kaam ko rokhne ke liye captacha ka use hota hai, aagar koi robot ke madad se ye kaam karta hai to robot ko captcha samaj nahi ayega aur robot us website ko access nahi kar sakega. idhar aapko movie ticket ke ek example diya hai isi traha ke aur bhi bahut se sapm ko rokhne ke liye is captcha ka use hota hai.

Pahle captcha ka aviskar huya but isse bhi spamming ko rokhna bahut muskil hota gaya, isi liye world ke popular search engine Google ne ek naya captcha ka aviska kiya.

what-is-captcha



No Captcha Recaptcha:

Jab text captcha se spamming ko roka nahi gaya to google ne aur ek captcha system aviskar kiya jiska naam diya "no captcha recaptcha" ye pahle se bahut jada smart hai, dekhne me bahut easy hai but robot ke liye ye bahut muskil hai. aap aagar internet par bahut jada kaam karte ho to aap jarur dekha hai ki aksar koi website access karte time "I am not a Robot" is type ka ek page ata hai aur ye hi hai google ka naya avis kar no captcha recaptcha, is new captcha system me aapko koi text nahi aapko kuch photo diya jata hai jisko thik se milane ke bad aako website access karne ki persimmon diya jata hai, aagar aap ek insan hai to ye aapke liye bahut easy hota hai but robot ke liye ye bahut muskil hai.

captcha-kya-hai


Final Word:

Yehi tha Captcha, main ummid karta hu aapko samaj a gaya hai ki captcha kya hai aur iska kam kya hai, normal computer jo use karte hai unke liye ye utna jaruri nahi hai ye sirf janne ke liye tha, aagar aapko lagta hai aap is post se kuch naya jankari hasil ki hai to post ko aapne dosto ke sath jarur share kare aur aagar aapko is post ko lekar koi bhi sawal hai to niche comment karke aapne sawal mujhe puch sakte hai main jawab dene ki koisis karunga, aajke liye itna hi thanks.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,46,Windows 10,35,Windows 11,1,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: Captcha Code Kya Hai ? Iska Kam Kya Hai In Hindi
Captcha Code Kya Hai ? Iska Kam Kya Hai In Hindi
captcha code kya hota hai, captcha ka kam kya hai aur ye kis kam ke liye istemal hota hai jane hindi me
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjfXsLEz_M5Jl73zZm9FmYz1-tQOXWYxaZVk2cxTrrHYTs7Y9h90WSKWA-VZAaZf9PgfdPyvK_zxJHmuV0CLdieorFcLHpNduLF0PFDw5qVYUQkp0Jq2-RYlQItNA3NkAyNbdtcAqQM0Oo/s1600/captacha-kya-hota-hai-in-hindi.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjfXsLEz_M5Jl73zZm9FmYz1-tQOXWYxaZVk2cxTrrHYTs7Y9h90WSKWA-VZAaZf9PgfdPyvK_zxJHmuV0CLdieorFcLHpNduLF0PFDw5qVYUQkp0Jq2-RYlQItNA3NkAyNbdtcAqQM0Oo/s72-c/captacha-kya-hota-hai-in-hindi.png
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2017/10/captcha-code-kya-hai.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2017/10/captcha-code-kya-hai.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content