Facebook Cover photo kaise banate hai Timeline, Page, Groups ke liye.
Facebook world ke sabse popular social media website hai ye to hum log jante hai, aur ye din din aur bhi popular hote ja rahe hai. Facebook par profile photo or cover do traha ke photo add karne ki option hota hai, profile photo me hum log aapne khudke photo dete hai lekin cover thoda bada size ka hota hai or isi liye isko logo ne aapne pasand ke photo ko edit karke add karte hai. Dosto agar aap bhi chahate hai ki aapne facebook cover option par aapne accha sa koi design ke photo add karoge to aaj ke ye post aapke bahut kam ayega. Aap online or offline dono traha se cover photo bana sakte hai agar online use karke banana chahate hai to online website use karna hoga or agar aap offline par karna chahate hai to aap Photoshop ko use karke bana sakte hai. Lekin Photoshop par banana thoda muskil hai isi liye aaj hum log online website ko use karke banayange.
Agar aap Photoshop ko istemaal karke banana chahate hai to iske liye pahle aapko cover photo ke size janna padega or Cover photo ke size hai - 851 pixels wide and 315 pixels tall , aap is size ko use karke aapne pasand ka cover bana sakte hai photoshop se.
Main aaj aap ko kuch behetarin Online website ka link dunga jis ko use karke aap bahut acche acche cover bana sakoge aapne facebook timeline, page, group ke liye. To chalaiye suru karte hai.
Namefbcovers.com:
Is website par visit kare uske baad "CATEGORIES" option me se select kare kon se style ke cover photo aapko chahiye. Aap ko udhar - Birthday Cakes Covers, Boys FB Covers, Collage Covers, Cute FB Covers, etc orbhi milega koibhi ek par click kare.
Aabhi dekhiye usi bivag ke bahut sare style ke design ke cover aapke samne ayega aap jisko edit karke usme aapna naam dena chahate hai uske right side se "Write Name" button par click kare.
Aab jo page khulega udhar aapko or ek option milega jispar aapko aapne "Naam" add karna padega uske baad "Generate Cover" button par click karna hoga.
"Generate Cover" button par click karne ke baad aap niche dekhe ek button show karega jiska naam "Download to PC" uss button par click karke aapne cover photo ko download kare.
Dosto hogaya Facebook profile, page, group ke liye cover photo banana ab aap isko aapne facebook ke kisi bhi timeline par istemaal kar sakte hai. Niche dekhiye humne ek cover banaya hai.
Note : Niche mene kuch or Cover banane ke website link share kiye hai aap un sabko try kar sakte hai.
Dosto aajke liye itnahi agar aapko post accha laga hai to jarur comment and share kare, koibhi problem ho to niche comment box par comment kare hum jarur help karenge.
Jarur Padhe : Facebook Video Download Kaise Kare In Hindi
Agar aap Photoshop ko istemaal karke banana chahate hai to iske liye pahle aapko cover photo ke size janna padega or Cover photo ke size hai - 851 pixels wide and 315 pixels tall , aap is size ko use karke aapne pasand ka cover bana sakte hai photoshop se.
Facebook Ke Liye Cover Photo Kaise Banate Hai In Hindi :
Main aaj aap ko kuch behetarin Online website ka link dunga jis ko use karke aap bahut acche acche cover bana sakoge aapne facebook timeline, page, group ke liye. To chalaiye suru karte hai.
Namefbcovers.com:
Is website par visit kare uske baad "CATEGORIES" option me se select kare kon se style ke cover photo aapko chahiye. Aap ko udhar - Birthday Cakes Covers, Boys FB Covers, Collage Covers, Cute FB Covers, etc orbhi milega koibhi ek par click kare.
Aabhi dekhiye usi bivag ke bahut sare style ke design ke cover aapke samne ayega aap jisko edit karke usme aapna naam dena chahate hai uske right side se "Write Name" button par click kare.
Aab jo page khulega udhar aapko or ek option milega jispar aapko aapne "Naam" add karna padega uske baad "Generate Cover" button par click karna hoga.
"Generate Cover" button par click karne ke baad aap niche dekhe ek button show karega jiska naam "Download to PC" uss button par click karke aapne cover photo ko download kare.
Dosto hogaya Facebook profile, page, group ke liye cover photo banana ab aap isko aapne facebook ke kisi bhi timeline par istemaal kar sakte hai. Niche dekhiye humne ek cover banaya hai.
Note : Niche mene kuch or Cover banane ke website link share kiye hai aap un sabko try kar sakte hai.
1. http://www.timelinecoverbanner.com/
2. http://www.timelinecovers.pro/create
3. http://www.pizap.com/
4. http://www.imagechef.com/ic/banner-maker/
Dosto aajke liye itnahi agar aapko post accha laga hai to jarur comment and share kare, koibhi problem ho to niche comment box par comment kare hum jarur help karenge.
like
ReplyDelete