Blogspot blog par kaise cricket live score widget add kare, blogger par live cricket score widget add kare
Cricket India me hi nahi sare world me aabhi bahut popular ek game hai lekin kuch desh me ye bahut jada popular hai, jaise ki hamara desh india me ye game bahut popular hai. Cricket to hum log dekhte hi hai lekin jin logo ko TV par nahi dekhne ko milta wo log kisi bhi website par visit karke live score dekhte hai. Dosto agar aapke ek blog hai to aap bhi aapne blog par ye cricket widget add karke aapne visitor ke help kar sakte hai.
Is me aapka bhi fayda hai jaise ki visitor aapke blog par score dekhne ke liye ayega or aapka blog visitor badega or income bhi badega. Jobhi hai aaj main aap logo ke sath kuch behetar live cricket score widget share karunga jo aapko bahut pasand ayega. To chaliye dekhte hai blogger blog par kaise ye cricket widget add karte hai, easy hai aap sirf niche dikhaya huya mera step ko follow kare.
Step 1. Aap pahle blogger dashboard par visit kare is link par click karke.
Step 2. Ab aap Layout → Add a Gadget → HTML/Javascript par click kare.
Step 3. Aabhi aap dekhe ek window ayega usme se aap Content Box par niche ke code ko copy karke past kare or Title box par kuch bhi likhiye.
Step 4. Aab niche ke code ko copy karke upar ke box par past kare, niche dekhiye bohut sare style ke widget hai aapko jo pasand hai usko aapne blog par add kare.
Cricket Score Widget Style 1
Cricket Score Widget Style 2
Dosto upar ke koi bhi ek Style code copy karke aapne blog par add kar. Agar aapko mera yeh post accha laga hai to jarur post ko dosto ke sath share kare, aur ha is widget par aapko sare cricket ke score milega chahe world cup ho ya t20 ya phir IPL sab ka live score is ek hi widget par milega. Koi bhi widget aagar kaam na kare to comment karke jarur bataye.
Is me aapka bhi fayda hai jaise ki visitor aapke blog par score dekhne ke liye ayega or aapka blog visitor badega or income bhi badega. Jobhi hai aaj main aap logo ke sath kuch behetar live cricket score widget share karunga jo aapko bahut pasand ayega. To chaliye dekhte hai blogger blog par kaise ye cricket widget add karte hai, easy hai aap sirf niche dikhaya huya mera step ko follow kare.
Read : Blogger Par Youtube Subscribe Button Kaise Add Kare

Blogger Par Live Cricket Widget Add Kaise Kare?
Step 1. Aap pahle blogger dashboard par visit kare is link par click karke.
Step 2. Ab aap Layout → Add a Gadget → HTML/Javascript par click kare.
Step 4. Aab niche ke code ko copy karke upar ke box par past kare, niche dekhiye bohut sare style ke widget hai aapko jo pasand hai usko aapne blog par add kare.
Cricket Score Widget Style 1
<script type="text/javascript">
app=www.cricwaves.com"; mo="f1_zd"; nt="ban"; mats =""; tor =""; Width='302px'; Height='252px'; wi ="w";
co ="ban"; ad="1";
</script>
<script type="text/javascript" src="https://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script>

Cricket Score Widget Style 3
<script type="text/javascript">
app=www.cricwaves.com"; mo="f1_zd"; nt="ban"; mats =""; tor =""; Width='302px'; Height='252px'; wi ="w";
co ="ban"; ad="1";
</script>
<script type="text/javascript" src="https://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script>
Cricket Score Widget Style 4
<script type="text/javascript">
app=www.cricwaves.com"; mo="f1_zd"; nt="ban"; mats =""; tor =""; Width='302px'; Height='252px'; wi ="w";
co ="ban"; ad="1";
</script>
<script type="text/javascript" src="https://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script>
sir maine aapke cricket wala step follow kiya or style 1 wala ham apne blog me add kiya par hamare blog me cricket score kuch bhi nhi aa raha hai plzz.help
ReplyDeleteAap upar ki step ko thik traha se follow karke aapne blog par add kare, kuyke mene abhi check kiya sab kuch thik hai..
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteemail sighup kaise lga skta hnn
ReplyDeleteSubscribe ke bareme puch rahaho ya kuch aur jara khul ke bataye.. Thanks
Deletekuch ni aa rha , ye to btaya nahi ki niche wale address ko space dekar paste paste karna hai ya without space.
ReplyDeleteagar ek youtube video bna do to kitna acha hoga.
dislike your above post
Main abhi upar ke sabhi code ko check kiya sab thik se kaam kar raha hai, aap just upar bataya huya tarike se code ko aapne blog par add kare 100% kaam karega... koibhi space nahi dena hoga.
DeleteSuperb
ReplyDeleteThanks
Deletekuch nhi ho rha
ReplyDeletekoi bhib style kaam nhi kr rha...
Main aabhi code check kiya sab kuch thik kam kar raha hai
Deleteभाई ये कोड लगाने पर अनसेफ होने का मैसेज आ रहा है ......... ऐसा क्यू ?
ReplyDeletePlease reply as soon as poss
ReplyDeleteYe sabhi code main http://www.cricwaves.com/cricket/widgetmaker.html is website se liya hai to main aabhi check kiya sab perfect kam kar raha hai... aap thik se check kare...
DeleteSir is code se to criwaves website pr traffic jayega hamare pass nhi aayega
ReplyDelete