Loading ...

How to Increase Android Mobile Battery Life in Hindi

how to increase mobile battery life, mobile ki battery life kaise badhaye, battery save tips in hindi
How to increase mobile battery life? Mobile battery life kaise badhaye? Hello friends aajke is post me main aap logo ke sath share karunga ki aap kaise aapne android mobile ki battery life ko bada sakte hai! Aagar aap ek android mobile use karte hai to aapke sabse badi problem hai battery, kyuki mobile ke under itna features hota hai ki uske hisab se battery size bahut kam hota hai. Aabhi bhi jadatar mobile par 3000mh se jada battery nahi milta hai, isse hota ye he ki jab aap jada mobile use karte ho, video dekhte ho, internet use karte ho to aapke battery jhat se low ho jata hai. Ha ye bat bhi sahi hai ki aabhi kuch mobile company ne aapna battery size Increase kiya hai jaise MI ke mobile par jadatar 4000mh ke battery milta hai, asus ke mobile battery bhi aacha milta hai, lekin jo log samsung aur other mobile use karte hai unka aabhi bhi battery problem bahuti badi problem hai. to dosto aagar aap bhi battery problem face karte hai to niche diya huya kuch tips ko follow karke aap kuch had tak aapne battery file badha sakte hai, to kaise chaliye dekhte hai.

Read: Android Mobile Battery Faste Charge Kaise Kare


mobile-battery-backup-kaise-badaye


Mobile Phone Ki Battery Backup Kaise Badhaye ?


Aagar aap sochte hai aaj main kuch aisa tips share karunga ki aapke 300mh ke battery par aapko 5000mh battery ki traha aapko backup milega to aapka soch bilkul galat hai, kuyki ye mumkin nahi hai, lekin aap aajke tips ko follow karke aapne battery ko kuch had tak safe and aapne battery life badha sakte hai.


1. Turn off Wireless & Mobile data Services When Not in Use.

Iske matlab aap jab mobile par internet use karte hai sirf tab aapna WIFI and mobile data ko ko on rakhe baki time aapne mobile wifi and mobile data ko off rakhe, kyuki aagar aap hamesa aapne internet ko on rakhte hai to aap mobile par kuch aisa app hai jo internet on ke wajhe se aapna kam karte rahete hai, isi liye aap jab internet use nahi karte ho tab aapna net ko off rakha kare, isse thoda bahut aapke battery save hoga.


2. Turn on the Airplane Mode.

Aap jab kisi jaga travel karte hai aur aapko mobile battery ki bahut jarurat hai to aap aapne mobile ke Airplane mode ko on kare, airplane mode ko on karne se aapke mobile network kam nahi karega aur network aagar kam nahi karega to aapke mobile par kisi traha ke battery problem bhi nahi ayega. Lekin aagar aapke mobile par bahut jaruri phone ata hai tab aap isko apply na kare, lekin aagar aapke mobile par koi jarur phone nahi ata hai aur aapko jada time mobile par audio songs sunna hai to aap is system ko appy kare dekhiye aapke mobile battery backup aap pahle jada milega.


3. Turn off any apps that you are not using.

Jo log android mobile use karte hai wo aksar ek galti jarur karte hai aur wo hai, jab wo aapne phone me koi app use karte hai chahe wo facebook ho ya whatsapp ya phir other koi app wo usko use karne bad turn off nahi karte sirf close karke chod dete hai jiske wajha se wo aap aapke background me runging chalta raheta hai aur aapke battery bhi use hota hai, isi liye jab aap kisi app ko use karte hai usko use karne ke bad thik se off kare, Turn off karne ke liye home button ke left key par click kare uske bad jitna app ruing hai sab ko remove kare. isko apply kare hamesa dekhe aapka battery backup pahle se thoda to incresse jarur hoga.


4. Turn off vibration Mode.

Aagar aap office me kam karte hai ye kisi meeting me hote hai to aap jarur aapne mobile par Vibration mode ko on rakhte hai, ha ye jaruri hai lekin isko hamesa use na kare kyuki vibration ke wajha se aapke mobile battery life kam ho jata hai, isi liye aap jab aapne kam me hoti hai sirf tab is feature ko use kare baki time aap vibration ko off rakhe, sirf call vibration nahi kafi log screen tuch me bhi vibration on rakhte hai isko bhi off kar de.

Vibration off karne ke liye aap mobile Settings→Sound and Vibration par click karke jitna vibration on hai sab ko off kare.


5. Turn off Adaptive/Auto brightness.

Aagar aap ek android mobile user hai to aapko ek badiya feature milta hai wo hai brightness aap isse aapne screen ke brightness ko aapne hisab se set kar sakte hai, kisi ko jada light pasand hai to kisi ko kam light, lekin jadatar user aapne mobile par Auto brightness mode ko on rakhte hai jo thik nahi hai, aap aapne hisab se brightness ko set kare, ho sake ho kam se kam brightness use kare isse aapke mobile backup aapko accha milega.


6. Set your auto-lock time to the shortest time possible.

Android mobile user aapne mobile par jarur auto lock use karte hai, koi 5sec use karte ho koi 20sec lkein ho sake to aap kam se kam time set kare auto lock hone ke liye, kyuki aap jab mobile use karne ke bad mobile ko rakh dete ho tab mobile par auto lock hota hai jisse aapke mobile ke light jald off ho jata hai, aur ye light jitna jald off hoga aapke mobile backup aapko utna hi accha milega isi liye aap jitna ho sake kam se kam time set kare auto lock karne ke liye.


7. Use a dark wallpaper, and a dark theme.

Har ek mobile user aapne mobile par har traha ke man pasand ke wallpaper and theme use karte hai, kisi ko aapne mobile par light theme pasand hai to kisi ko light wallpaper, dosto ho sake to aap drak wallpaper ya theme use kare isse aapka battery backup pahle se jada accha milega. aur aagar ho sake to aap night mode ko bhi use kiya kare.


8. Don't Use Live Wallpapers.

Kafi mobile users hai jisko aapne mobile par Live wallpaper use karna acha lagta hai, agar aapko bhi live wallpaper use karna pasand hai to aap is habit ko aabhi chod dijiye, kyuki aapko pata nahi hai ki live wallaper aapke mobile battery kitna kha jata hai, aap hamesa normal simple wallpaper use kiya kare, aap kuch time live wallpaper aur kuch time normal wallpaper use karke check kare aapko khud ba kuch pata chal jayega battery backup ke liye konsa best hai.


9. Use Original Charger.

Aagar aapke pass aapne mobile phone ke Original Charger nahi hai aur aap dusre kisi mobile Original Charger se aapne phone ko charge karte hai to aapke battery jald kharb hoga aur aapko battery backup bhi jada nahi milega, kyuki mobile company khud bata ta hai ki aap hamesa aapne Original Charger se hi aapne mobile ko charge kare isse aapke mobile battery charge fast bhi hoga aur aapko battery backup thik thak milega.


10. Turn off animations.

Aagar aap dhyan se dekhe to aapko pata chalega aapke mobile ke under animation hai, aagar aap aapne battery backup jada chahate hai to aap is mobile animation ko kam se kam karke use kare, animation settings ko change karne ke liye aap niche ki step ko follow kare.

Pahle aap Settings par jakar Developer par click kare, aagar aapko Developer option nahi milta hai to aap About phone par seven time click kare to aapko Developer option mil jayega. aabhi aap Developer option par click kare aur ekdom niche jakar dekhiye aapko Animation option mil jayega aap usi opiton ko jitna ho sake kam karke use kare, normal animation 1x select ho aap usse kam use kare isi aapko battery back jada accha milega.

Friends main ummid karta hu aagar aap upar ke tips ko sahi se use kare to aap thoda bahut jada mobile battery backup milega, aagar aapko lagta hai aap is post se kuch naya sikha hai aur aapka help huya hai to aap please post ko aapne dosto ke sath post ko share kare, aajke liye itna hi jald milte hai kuch naya post ke sath tab tak ke liye bye.

COMMENTS

BLOGGER
Name

Aadhaar,13,Affiliate Marketing,2,Android,151,AntiVirus,10,Aviskar & Khoj,46,Banking,10,Blogger Tips,71,Computer,187,Cricket,13,Design,2,Domain,4,Education,20,Facebook,70,Festival,6,Full Form in Hindi,33,Game,13,Gmail,23,Google,12,Hacking,1,Hardware,2,Hindi Review,6,Instagram Tips,7,Internet,132,Jio Phone,5,Make Money,24,Media Player,3,Microsoft Office,25,Mobile Operators,24,Motivational,2,MS Excel,10,MS Word,20,Operating System,7,PDF File,18,Photo Edit,35,Photoshop,11,Rochak Gyan,49,SEO,5,Software,43,Tech Gyan,75,Telegram,3,Template,2,Tips & Tricks,259,Top Website,11,Twitter Tips,1,Video Editing,18,Web Browser,13,Whatsapp Tips,37,Widget,12,Windows,47,Windows 10,35,Windows 11,2,Youtube,30,
ltr
item
My Hindi Tricks: How to Increase Android Mobile Battery Life in Hindi
How to Increase Android Mobile Battery Life in Hindi
how to increase mobile battery life, mobile ki battery life kaise badhaye, battery save tips in hindi
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEg-sw49AhvctLcdsUwcQ2OatRFwVqCXJYCbXbkL03HjINo09vdh1NboCItbdYBx4FigyLbZjcEKQ6L-72-UvZf7JDJH_udmr_8cilDpafDogdQU_6ia6BBmvIMSq_vqMTF88heUOy0yiOs/s1600/mobile-battery-up-kaise-badhaye-in-hindi.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEg-sw49AhvctLcdsUwcQ2OatRFwVqCXJYCbXbkL03HjINo09vdh1NboCItbdYBx4FigyLbZjcEKQ6L-72-UvZf7JDJH_udmr_8cilDpafDogdQU_6ia6BBmvIMSq_vqMTF88heUOy0yiOs/s72-c/mobile-battery-up-kaise-badhaye-in-hindi.png
My Hindi Tricks
https://www.myhinditricks.com/2017/09/how-to-increase-mobile-battery-life.html
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/
https://www.myhinditricks.com/2017/09/how-to-increase-mobile-battery-life.html
true
3284777665229241284
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content